SMS and Shayari

SMS and Shayari for all

Your Ad Here
Welcome to SMS and Shayari Blog

hum tumhare nam ki dinrat malayein japeyai
tum hamesha gair ko sajda karo to kya karein
hum junune isq mein tumko samjhte hain khuda
tum sare bazar yuoin ruswa karo to kya kareina
de diya tan man, tumhare nam leekh di jindagi
tum dro diwar ka souda karo to kya karein
jab diya tumne humein paigame nafrat hi diya
oaur uspe payar ka dawa karo to kya karein

0 comments:

Post a Comment