SMS and Shayari

SMS and Shayari for all

Your Ad Here
Welcome to SMS and Shayari Blog

badi mehnat se meri duniya lutayi hogi….
meri mohabbat ki hasti bhi mitai hogi…
la tere pairo me malham laga du…………
mere dil ko thokar marne me chot to aayi hogi……

dard se hath na milate to aur kya karte…
gum k aansuu na bahate to kya karte…
dost na maangi thi roshni ki dua…
hum khud ko na jalate to aur kya karte…..

Har pal kisi ka chere yu aankho mein sama jata hai
Khawab bhi haqeekat ka roop le samne aata hai

Raat din aankho mein anjana surur rehta hai
Hawa ka jhoka kisi ki khushbu udaa lata hai

Yuhi jab baato mein unka jikar aata hai
Ankho mein sharam ka samandar nazar aata hai

Tasvir banate rehte hai unki bikhre badlo par
Tanhiyo me seene se takiye ko lagaya jata hai

Kore kaagzo par likhte hai baar baar naam unka
Phir unhi kaagzo ko phadkar mitaya jata hai

kaano me mere gunjati hai unki aawaz aaise
Raat ke Andhero me jaise koi dur se bhulta hai

Apni parchiyo mein unka aks dhundte rehte hai
Anjane chero me bhi unka chera nazar aata hai

कोई मेरी सांसों को छूकर गुजर गया,
आग जज़बातों में लगा कर गुजर गया

मेरी मसरूफियत का आलम न पूछो,
खुद से मिले हुए अरसा गुजर गया

जिसका इन्तजार था सालों से मुझे वो,
दरवाजा-ए-दिल पे दस्तक देकर गुजर गया

तेरे जाने के बाद अब रोता हूँ मैं हाय,
कितनी जल्दी वस्ल का आलम गुजर गया

यूँ भी हुआ मुहब्बत में कि मिलने से पहले,
कई दफा मैं उसकी गली से गुजर गया

ये ग़मों की धूप भी कैसी है मौसम,
कल जो दोस्त था आज बिना देखे गुजर गया !!!

Ae zindagi jab se tumse mulaakaat hue meri,
Yun laga ki khud se khud ki pehchan hue meri,

Mil ke tujhse phir kabhi kisi aur ki chahat na hue......
Din guzarte rahe aur zamaane ho gaye,

Manzil hai ek aur do raahi chal pade,
Jab se thaama hai tumne mere haatho ko,

To phir kisi aur ke saath ki chahat na hue........
Mehfilo me bhi aur tanhaaiyon mein bhi,

Bas har pal tu aur tere khayal hi yaad aate rahe,
Khushiyo mein ya dard bhari purwaiyon mein bhi.......

Jabse tumne mujhe kiya hai shamil
To kisi aur ki hone ki chaahat na hue........

Iss dil ne to maangi hai bas ek dua,
Tu yun hi karta rahe pyar mujhse zindagi talaq.........

Jab se tumne mujh par apna dil luta diya hai ,
Kisi aaur ke pyar ki bhi ab chahat na rahi........
Pa liya hai maine bhi ab to woh sukun,
Ji liya hai har woh pal jisme thi meri zindagi basi,
Baad usske to ab zindagi kya hai maut ki bhi chahat na rahi ....!!!

Teri Khatir Tujhe Bhulayenge Hum
Labb Pe Shikwa Kabhi Naa Layenge Hum

Bhoolne Ki Saza Ye Payenge Hum
Jeete Jee Ab Toh Marr Hi Jayenge Hum

Yeh Toh Kagaz Ke Phool Hain Saare
Ab Toh Kaantoun Se Dil Lagayenge Hum

Yeh Toh Kagaz Ke Phool Hain Saare
Ab Toh Kaantoun Se Dil Lagayenge HumYeh Toh Kagaz Ke Phool Hain Saare
Ab Toh Kaantoun Se Dil Lagayenge Hum

Aas Umeed Kab Ki Choot Gayi

Zindagi Bojh Ban Gayi Hai....
Marr Ke Bhi Ab Unhe Dikhayenge Hum.....

Yaas Ke Ab Diye Jalayenge Hum

Dil Toh Nazuk Sa Abginah Hai
Isko Pather Sa Ab Banayenge Hum

Each time you awake and
face a new day, remember that
I'll be beside you.
I'll hold your hand in mine
and be the light that guides you.
I'm not perfect,
but if you ever lose your way,
I'll be your hero.
I'll be there to save the day.
I'll always try to make you happy,
and make you feel loved,
the way your heart desires,
the way you've dreamed of.
I know that life has
brought you heartache and sorrow,
but I'll be there for you.
I'll make you smile tomorrow.

A FRIEND IS FRIEND WELL BEYOND THE END
BECAUSE WHEN YOU FROWN AND FEELING DOWN
THAT'S WHEN A FRIEND CAN COME AROUND
A FRIEND IS FRIEND WELL BEYOND THE END
BECAUSE WHEN YOUR LONELY OR HAPPY
OR JUST WANTING TO TALK
A FRIEND CAN BE THERE TO SHOW YOU THEY CARE
A FRIEND IS A FRIEND WELL BEYOND THE END
BECAUSE DAY OR NIGHT, MORNING OR AFTERNOON,
A FRIEND CAN BE THERE
WHEN EVER YOU NEED A FRIEND HERE
BECAUSE A FRIEND IS A FRIEND
WELL BEYOND THE END

chehray pay meray zolf ko phhelao kisi din

keya garejtay ho baras bhi jao kisi din

raazon ki tarha outro meray dil mein kisi shab

dastak pay meray haath ki khol jao kisi din

peardon ki tarha housn ki barish mein naha loon

baadal ki tarha jhoom ke ghar ao kisi din

khoshbu ki tarha gozro meray dil ki kali say


pholon ki tarha mujh pay bikhr jao kisi din

phir haath ki kheraat milay banday kabah ko

phir lootf shabay wasl ko dohraao kisi din

gozrein jo meray ghar say to rook jaein sitaray

iss tarha meri raat ko chamkao kisi din

main apni her ek saans ousi raat ko dey doon


sar rakh key meray seenay pay so jao kisi din

chehray pay merey zolf ko phhelao kisi din

keya garejtay ho baras bhi jao kisi din

haan baras jao

Teri Taqdir Se Meri Taqdir BnaDe,
Mere Hatho Me Tu Apni Lak_i`r BnaDe,
Me Rahu N Rahu Tere Paas,
Bas Apne Dil Me Meri Taswir BnaDe.

Dil k zakhmo ki sifarish na hui
hmari muskan ki farmaish na hui
jise dekhne ko TarasTi rahi aankhe
magar unhe humse milne ki khwahish na hui

मत इंतज़ार कराओ हमे इतना
कि वक़्त के फैसले पर अफ़सोस हो जाये
क्या पता कल तुम लौटकर आओ
और हम खामोश हो जाएँ

दूरियों से फर्क पड़ता नहीं
बात तो दिलों कि नज़दीकियों से होती है
दोस्ती तो कुछ आप जैसो से है
वरना मुलाकात तो जाने कितनों से होती है

दिल से खेलना हमे आता नहीं
इसलिये इश्क की बाजी हम हार गए
शायद मेरी जिन्दगी से बहुत प्यार था उन्हें
इसलिये मुझे जिंदा ही मार गए

मना लूँगा आपको रुठकर तो देखो,
जोड़ लूँगा आपको टूटकर तो देखो।
नादाँ हूँ पर इतना भी नहीं ,
थाम लूँगा आपको छूट कर तो देखो।

लोग मोहब्बत को खुदा का नाम देते है,
कोई करता है तो इल्जाम देते है।
कहते है पत्थर दिल रोया नही करते,
और पत्थर के रोने को झरने का नाम देते है।

भीगी आँखों से मुस्कराने में मज़ा और है,
हसते हँसते पलके भीगने में मज़ा और है,
बात कहके तो कोई भी समझलेता है,
पर खामोशी कोई समझे तो मज़ा और है

dil ke badle sanam
dard-e-dil le chuke
(de chuke de chuke
tujhe dil yeh dil de chuke

ab tumko hi dekh ke saansein chalti hain
chalti hain sanam

hum to tere hi ho chuke
khwaab mein tere kho chuke
(de chuke de chuke
tujhe dil yeh dil de chuke

Tumko paya hai to jaise khoya hoon
Kehna chahoon bhi to tumse kya kahon

Tumko paya hai to jaise khoya hoon
Kehna chahoon bhi to tumse kya kahon

Kisi zabaon mein bhi woh labaz hi nahi
Ki jeene mein tum ho kya tumhein mein bata sakun

Main aagar kahoon tumsa haseen
kaynaat mein Nai hai kahin
Tareef yeh bhi to sach hai kuch bhi nahi
Tumko paya hai to jaise khoya hoon..

Shokhiyon mein dooobi yeh aadayein
Chehre se jhalki hui hain
Zulf ki ghani ghani ghatayein
Shaan se dhalki hui hain
Lehrata aachal hai jaise badal
Bhaahon mein bhari hai jaise chandani
Roop ki chandani

Main agar kahoon yeh dilkashi
Hai nahi kahin na hogi kabhi
Tareef yeh bhi to sach hai kuch bhi nahi
Tumko paya hai to jaise khoya hoon..

Tum hue meherbaan
To hai yeh dastan
hoo Tum hue meherbaan
To hai yeh dastan
Abb tumhara mera ek hai karwaan
tum jahan mein wahan

Main agar kahoon
Humsafar meri
Apsara ho tum ya koi pari

Tareef yeh bhi to sach hai kuch bhi nahi
Tumko paya hai to jaise khoya hoon..
Kehna chahoon bhi to tumse kya kahon

Kisi zabaon mein bhi woh labaz hi nahi
Ki jeene mein tum ho kya tumhein mein bata sakun

Main aagar kahoon tumsa haseen
lyricsmasticom
kaynaat mein Nai hai kahin
Tareef yeh bhi to sach hai kuch bhi nahi
Tumko paya hai to jaise khoya hoon

chehray pay meray zolf ko phhelao kisi din

keya garejtay ho baras bhi jao kisi din

raazon ki tarha outro meray dil mein kisi shab

dastak pay meray haath ki khol jao kisi din

peardon ki tarha housn ki barish mein naha loon

baadal ki tarha jhoom ke ghar ao kisi din

khoshbu ki tarha gozro meray dil ki kali say


pholon ki tarha mujh pay bikhr jao kisi din

phir haath ki kheraat milay banday kabah ko

phir lootf shabay wasl ko dohraao kisi din

gozrein jo meray ghar say to rook jaein sitaray

iss tarha meri raat ko chamkao kisi din

main apni her ek saans ousi raat ko dey doon


sar rakh key meray seenay pay so jao kisi din

chehray pay merey zolf ko phhelao kisi din

keya garejtay ho baras bhi jao kisi din

haan baras jao

hum jee rahe the unka naam lekar,
vo gujarte the hamara salaam lekar,
ek din vo keh gaye bhula da humko,
humne pucha kaise?
vo chale gaye hath mein jaam dekar



kaanch ko chahat thi patthar paane ki,
ek pal me fir tutkar bikhar jaane ki,
chahat bus itni thi us deewane ki,
apne tukdo me tasvir uski saajane

Aaj Udaasi Nay Phir Chera Hai Saaz
Aaj Dard Phir Kuch Sunaiga
Tanhai Nay Baandhay Hain Gunghru
Aaj Waqat Bhi Thahar Jaiga

Chand ! Apni Chandni Idhar Rakh Jaanaa
Aanay Hain Aaj Kuch Bhoolay Huay Say Chayhrey
Ashqo ! Aaj Tum Bhi Ji Bhar Kay Beh Lenaa
Behal Jaayn Aisay Hi Shayad Ahsaason Kay Sfeenain

Naghmon !Aaj Kadam Sambhal Sambhal Kay Rakhna
Aaj Ki Raat Khwaabon Kay Naam Hai
In Lamhon Ka Hai Chalan Aisaa
Ki Aaj Tarpaygi Takhleeq Lefz Dar Lafz
Khaamoshi Ka Zehar Subko Pilaayaa Jaigaa

Aaj Ki Raat Zindgi Pay Bhaari Hai
Aaj Jalaingay Khwaahishon Kay Alaav
Hanstay Hanstay Hoga Aaj Umeedon Ka Qatl
Meri Zindagi Aaj Phir Mayzbaan Bani Hai
Woh Baras Jab Jazbaat Nay Li Thi Pehli Angrai
Us Baras Ki Yaad Aaj Mehmaan Bani Hai

Woh Door Ufaq Pay Uthtay Hain Ghubaar
Mehmaanon Kay Qaafily Pahunchnay Waalay Hain
Dard-i-dil Ko Sambhaalun Ab Main
Ai Fazaaon Tum Hawaaon Pay Likh Lena
Behoshion Main Nazm Jo Banaa Loon Ab Main