SMS and Shayari

SMS and Shayari for all

Your Ad Here
Welcome to SMS and Shayari Blog

Funny

woh HI! kahi
main HELLO kaha
aur dono ka pyar ho gaya
bahut sare batein ki
bahut sare ujagari raate bitai
unki yadon mein
patahi nahi chala pyar ka khumar mein
raat din kaise nikal gayi
magar kabhi mil nahi paya
kyu ki woh mujhe internet mein hi mili thi !!!!!!!!!!!!!!!!

na main unko janu
na woh mujhe pehchane
kyu ki dono ka PROFILE hi BLANK THA
kuch na tha ki unki pata dhun lu
dil mein jag utha pyar
dil mein hi dafan ho gaya
aaj tak unko dhun nahi paya
kyu ki unka e-mail: ID hi
YAHOO se COLLAPSE ho gaya !!!!!!!!!!!!!

0 comments:

Post a Comment