SMS and Shayari

SMS and Shayari for all

Your Ad Here
Welcome to SMS and Shayari Blog

dil mera mujhse berukhi kar raha hai
raheta to mujhme hai mera bankar
par naam har ghadi tera le raha hai.
rulata hai ye tanhaiyon mai aksar
gumgin meri har sham kar raha hai

jra ruk tham ja na dhadak is tarha
kuch to rahem kar na de yun saja
kya hui thi khata kya kiya tha gunha
kyun ankhon yun num kar raha hai...
dil mera mujhse berukhi kar raha hai...

mat rula mujhe is tarha kar ek dua
wo kush rahe jahan bhi ho uska ashiyan
har kushi de us par luta kar le ye dua
bewajha pyar ko badnaam kar raha hai
dil mera mujhse berukhi kar raha hai ...

0 comments:

Post a Comment